Mola Ali (a.s.) farmate hain:
“Aaqil insaan par laazim hai ke woh apne nafs ke gunahon ka muhāsaba kare — unhein deen, aqal, ikhlaaqi fazilat aur achay kirdar ke mayar par parakhay. Usay chahiye ke woh in kamzoriuon ko apne dil mein ya kisi tehreer mein likh le aur phir in ke khatmay ke liye koshish kare.”
Explanation:
This quote by Mola Ali (a.s.) teaches the importance of self-accountability. A wise person regularly examines his actions, comparing them with the values of faith, reason, and good morals. By recognizing and recording his faults, he can work sincerely to purify his soul and become a better human being.